Roopasi (From "Mugulu Nage")
de Sonu Nigam
o mister raja laut ke aaja
hui khata ab maan ja
o mister raja laut ke aaja
hui khata ab maan ja
jo tu na mana, bana begana
to tere pyaar mein deewani ho ke
teri kasam de doongi main jaan
o jaan-e-jaana paas na aana
teri baaton mein nahin aaunga
jo tune chheda main bhi hoon tedha
hai is jawaani ki kasam
tera band main baja ke jaaunga
o mister raja laut ke aaja
hui khata ab maan ja
tere paiyaan padoon sajna
haan re gale laga le o balma tere paiyaan padoon sajna
haan re gale laga le o balma
hey maan le kehna door hi rehna
phir na tu yeh kehna
maan le kehna door hi rehna
phir na tu yeh kehna
maine dhokha diya tujhko
arre re nahin mauka diya tujhko
mere saiyaan le baiyaan chal chhaiyaan
main tujh pe fida
o jaan-e-jaana paas na aana
teri baaton mein nahin aaunga
jo tune chheda main bhi hoon tedha
hai is jawaani ki kasam
tera band main baja ke jaaunga
o mister raja laut ke aaja
hui khata ab maan ja
kyun mujhe satata hai
arre re kyun mujhe rulata hai
kyun mujhe satata hai
arre re kyun mujhe rulata hai
tu yeh rona dhona leke mere paas na aana
tu yeh rona dhona leke mere paas na aana
arre tu hai badi jhoothi
haaye re main chhoota jo tu roothi
mere yaara dobara na kehna
ke main hoon jhoothi
o mister raja laut ke aaja
hui khata ab maan ja
jo tu na mana, bana begana
to tere pyaar mein deewani ho ke
teri kasam de doongi main jaan
o jaan-e-jaana paas na aana
teri baaton mein nahin aaunga
tu jaan hai armaan hai
mere pyaar ki pehchaan hai
par thodi thodi tu nadaan hai
tu jo kahegi main waisa karunga
teri har zid ko poora karunga
chalo baba maaf karo hans bhi do
maine dil saaf kiya kah bhi do
roothna manana hai pyaar ki adaa
kaise jiyunga main tumse hoke juda
o jaan-e-jana maan bhi jana
chhod de nakhre dikhana tu
jo tu na maani bani begaani
to tere pyaar mein deewana hoke teri kasam
de doonga main jaan
o mister raja baahon mein aaja
maan gayi main pehchaan gayi
ab na ladenge mil ke rahenge
bas yoon hi pyaar mein deewane hoke
ik dooje mein khoye rahenge
Más canciones de Sonu Nigam
-
Tumse Milke Dil Ka
Main Hoon Na
-
Tu
Dil 2 Dil
-
Deewana Tera
Deewana
-
Main Agar Kahoon
Soulful Sonu Nigam Specials
-
Yeh Dil Deewana
Pardes - Original Motion Picture Soundtrack
-
Salaam-E-Ishq
Salaam-E-Ishq
-
Soniye Ve
Kismat Konnection - Original Motion Picture Soundtrack
-
Pyaar Ki Ek Kahani
Krrish
-
Pal Pal Har Pal
Lage Raho Munna Bhai
-
Satarangi Re
Dil Se (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Ada
Garam Masala - Original Motion Picture Soundtrack
-
Lage Raho Munna Bhai
Lage Raho Munna Bhai
-
Samjho Ho Hi Gaya
Lage Raho Munna Bhai
-
Aane Char Aane
Lage Raho Munna Bhai
-
Bande Mein Tha Dum Vande Mataram
Lage Raho Munna Bhai
-
Bande Mein Tha Dum Vande Mataram (Instrumental)
Lage Raho Munna Bhai
-
Aane Char Aane (Remix)
Lage Raho Munna Bhai
-
Lage Raho Munna Bhai (Remix)
Lage Raho Munna Bhai
-
Zoobi Doobi
3 Idiots (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Janeman
Aryan: Unbreakable