Raga Kaushi Kanhara: Gat In Dhamar - Live
de Sajjad Ali
Mein bhi khareedar houn
Mein bhi khareedounga
Pyaar kahaan bikta hai
Patta bata doh
Zara zara halkee halkee, koi kami hai
Kabhie koi paas hai mera, kabhi nahi hai
Kahaan kahaan raat din galion mein dhounda hai
Yaar jahaan milta hai, jaga bata doh
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Jala hua dil hai mera, bhuja hua hai
Dhuan dhuan ban k rehna meri saza hai
Mein woh deewaar houn, jispay mohabbat ka
Phool nahi khilta hai, mujhey girado
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Mein bhi khareedar houn mein bhi khareedounga
Pyaar kahaan bikta hai patta bata doh
Más canciones de Sajjad Ali
-
Ravi
Ravi
-
Tum Naraz Ho
Coke Studio Season 7
-
Lagaya Dil
Lagaya Dil
-
Babia (2023 Remastered)
Babia 93 (2023 Remastered)
-
Sohni Lag Dee
Aik Aur Love Story. Sohni Lag Di
-
Larri Adda
Aik Aur Love Story. Sohni Lag Di
-
Tamasha (feat. Bohemia)
Tamasha (feat. Bohemia)
-
Teri Yaad
Teri Yaad -The Collection
-
Pardes
Aatish
-
-
-
-
Shankar: Dhun
Ravi
-
-
-
-
-
-
-