Raga Baïragi-Bhaïrav - Vilambit Tîn-Tal
de Ram Narayan
Hindi Song Title: Madhuban khushboo deta hai
Hindi Movie/Album Name: SAAJAN BIN SUHAGAN
Singer(s): YESUDAS, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
Madhuban khushboo deta hai, saagar saawan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…
Suraj na ban paaye to, banke deepak jalta chal -2
Phool mile ya angaare, sach ki raaho pe chalta chal -2
Pyaar dilo ko deta hai, ashqo ko daaman deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…
Chalti hai lehraake pawan, ke saans sabhi ki chalti rahe -2
Logo ne tyaag diye jeewan, ke preet dilo mein palti rahe -2
Dil woh dil hai jo auro ko, apni dhadhkan deta hai
Jeena uska jeena hai, jo auro ko jeewan deta hai
Madhuban khushboo deta hai…
Main na bhoolunga, main na bhoolungi
Movie Name: Roti Kapda aur Makaan (1974)
Singer(s): Mukesh, Lata Mangeshkar
Music Director(s): Laxmikant, Pyarelal
Lyricist(s): Santosh Anand
Main na bhoolunga, main na bhoolungi
In rasmo ko in qasmo ko in rishte naato ko
Main na bhoolunga...
Chalo jag ko bhoolein, khayaalo mein jhoolein
Bahaaro mein dole, sitaaro ko chhoolein
Aa teri main maang sanwaaru tu dulhan ban jaaye
Maang se jo dulhan ka rishta main na bhoolungi...
Samay ki dhaara mein, umar beh jaani hai
Jo ghadi jee lenge, wahi reh jaani hai
Main ban jaau saans aakhri tu jeewan ban jaaye
Jeewan se saanso ka rishta main na bhoolungi...
Barasta saawan ho, mahekta aangan ho
Kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho
Gagan bankar jhoomein, pawan bankar jhoomein
Chalo ham raah modein, kabhi na sang chhodein
Taras chakh jaana hai, nazar chakh jaana hai
Kahi pe bas jaayenge, ye din kat jaayenge
Arre kya baat chali, woh dekho raat dhhali
Ye baatein chalti rahe, ye raatein dhhalti rahe
Main man ko mandir kar daalu tu pooja ban jaaye
Mandir se pooja ka rishta main na bhoolungi…
Tell A Friend
ADD TO:
Blink
Del.icio.us
Digg
Furl
Google
Simpy
Spurl
Y! MyWeb
Más canciones de Ram Narayan
-
Raga Kirvani - Alap
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Madhuvanti - Alap
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Madhuvanti - Jhaptal
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Baïragi-Bhaïrav - Drut Tîn-Tal
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Kirvani - Vilambit Tîn-Tal
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Baïragi-Bhaïrav - Alap
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Shankara - Alap
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Mishra Khamal: Thumri in Teentaal
Pt. Ram Narayan: Sarangee Wadan
-
Bairagi - Teentaal
Sublime Devotion
-
Bhairavi - Teentaal
Sublime Devotion
-
Raga Madhuwanti: Alap in Maddhyalaya Zaptaal
Pt. Ram Narayan: Sarangee Wadan
-
Raga Bhatiyar: Gat in Vilambit Teentaal "Rachana"
Pt. Ram Narayan: Sarangee Wadan
-
Raga Shankara - Drut Ektal
North India: The Art of the Sarangi
-
Raga Madhuvanti - Jhaptal - Inde Du Nord
Ocora. Le Monde Des Musiques Traditionnelles: Pakistan, Inde, Bangladesh, Vol. 3
-
Raga Shankara - Vilambit Tîn-Tal
North India: The Art of the Sarangi