Eyy Bidda Idhi Naa Adda

de Nakash Aziz

Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
(Picture ka scene koi)
Main hero jaisa aur tu heroine koi
(Tu heroine koi)

Story kahaan kahaan se
Oh ghoom-ghaam ke
Aa gayi motion mein

Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein

Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
(Picture ka scene koi)
Main bhi rangeen lagun tu bhi shauqeen koi
(Tu bhi shauqeen koi)

Umr pyaar ki hai aaj mood mein
Aur apne hi motion mein

Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein

Ring leke bade waali ik din
Tujhe Maine kar lena hai win
Ring leke bade waali ek din
Tujhe Maine kar lena hai win
Phir shaadi hogi
Babies honge badlenge hum napkin

Ab ho jaane do ji meeting
Phir hogi humari setting
Phir mummy papa ko bolenge
Karo humaari wedding

Hoga hill pe honeymoon
Delay ismein nahi soon
Din thode bache hain
Relationship ke promotion mein
Haan aaja aaja aaja

Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein

Pyaar ho to aata hai maza nahi shoshan mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein, Slow motion mein
Slow motion mein

Más canciones de Nakash Aziz