Ek Purono Masjide

de Nachiketa Chakraborty

Aanu main na jaane dil
Kya khwahish jagi hai
Kyun aankhon ko bhi kuchh hua..
Jaagi-jaagi rehti hain
Kahaan neendein gayi hain
Kya hone laga hai tu bata..

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahi
Meshsoos yeh hota hai
Tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar
Lamhe chalein mumkin nahi
Mumkin nahi… mumkin nahi..

Mujhko chhipa le tu
Khud mein hi kahin pe
Main bhool jaaoon yeh jahaan
Faasla kabhi na ho
Dil chaahe yehi to
Dhadkan tere bin hai kahaan

Meri nazar kehne lagi
Tu saamne ho har ghadi
Bas ik tere chehre bina
Duniya meri mumkin nahi
Paaya tujhe to hai laga
Poori hui koi kami
Tujhse juda main ab rahoon
Khwabon mein bhi mumkin nahi
Mumkin nahi.mumkin nahi.

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahi
Meshsoos ye hota hai
Tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar
Lamhe chalein mumkin nahi

Tere labon pe hai mili
Mere labon ko zindagi
Tere bina ab saans loon
Mere liye mumkin nahi
Meshsoos ye hota hai
Tu mere liye hai laazmi
Saaya tera ab chhod kar
Lamhe chalein mumkin nahi

Más canciones de Nachiketa Chakraborty