Meri Dooron Se Aai Baraat

de Lata Mangeshkar

meri duur se aayi baraat
maiya mai tu paunni
balma chail chabila
man ko mohe balma
joda rang rangila
tan pe sohe balma
pada paau ye kiska angan mei
khile phool se mere tan man mei
choota maike ki galiyon ka saath
maiya maitu paunni


le gaye dil ko loot ke
tere bol rasile
ghayal kar gaye haay
ghayal kar gaye jaan ko
tere nain katile
mai to wari jaaoon
bali hari jaaoon
jab mukhada dekhon darpan mei
tere surat ubhare naina mei
bhali lage na naihar ki baat
maiya mai to pauni
meri duur se aayi baraat
maiya mai tu paunni

waar diya maine tujh par
dil waar diya
har diya maine sab kuch
are haar diya
maar diya tune zulmi
haay maar diya
mai tu wari jaoon
bal hari jaoon
tera naam base
mere tan man mei
tera roop base
mere sapanan mei
liya saajan ne
haathon mei haath
maiya mai pauni
meri duur se aayi baraat
maiya mai tu paunni

Más canciones de Lata Mangeshkar