Dar Lage Garje Badariya

de Lata Mangeshkar

lata:
dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana -2
talat:
gham kyun ho -2
tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana
lata:
dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana

lata:
o.. o.. o.. mujhe kar de na koi tujhse juda, darati hoon bahut duniyaa se
talat:
ho..o..o..o kab hoti hai dil se dhadkan juda, kab naghma juda beena se
lata:
dil bole, sun bhole sajana ho, duniya ko nahin samajaana
talat:
gham kyun ho -2
tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana
lata:
dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana

talat:
ho..o..o..o aaja sapnon mein jeevan yun chhod den, bahe jaise nadi mein paani
lata:
o.. o.. o.. meri himmat badhaayen rehna, sajan nadiyaa hai badi toofaani
talat:
toofaan se, ghabhara mat jaana, ho yun hi ulfat ki naav chalaana
lata:
sun balama, sun balama,
chale saath saath,chaahe mar jaana, hamen ab to hai pyaar nibhaana
talat:
gham kyun ho -2
tere saath saath, tera deewana, tu deepak mein hun parwaana
lata:
dar laage duniya se balama ho, ulfat na bane afasaana

Más canciones de Lata Mangeshkar