Channan Di Phulkari
de Kavita Seth
Male:
Bol sajni mori sajni
Bol sajni mori sajni
Female:
Dhang jahaan ka kitna badala
Rang mohobat ka na badala
Jalan wafaa ka hai bas waisa
Sadiyon se hi thabon jaisa
Pyaar ka deewanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyaar ke bol zara tu bhi
Male:
(Sajni re sajni re
Ek tu hi jahaan mein hai anmol
Aa ja re meri bahon mein tu dol) - 2
Bol sajni mori sajni
Female:
haye...
Male:
Jeene ka bahana hai yeh pyaar saathi
Sapna suhana hai yeh pyaar saathi
Sang mere saathi chal
Female:
Dharti chali hai jaise asmaan sang
Parbat hai kahin pe ghata sang
Kahin dhoondh mein hum ho jayein oh chal chal
Male:
Zamane ki aankhon se bach ke
Naino mein ek dooje ke chup ke
Bitayein do pal hum chupke chupke
Female:
Bol sajna more sajna
Bol sajna more sajna
Dhang jahaan ka kitna badala
Rang mohobat ka na badala
Jalan wafaa ka hai bas waisa
Sadiyon se hi thabon jaisa
Pyaar ka deewanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyaar ke bol zara tu bhi
Male:
Sajni re sajni re
Ek tu hi jahaan mein hai anmol
Aa ja re meri bahon mein tu dol
Female:
Haye...
Saadiyon purani yeh reed rahi hai
Rab ke dilion mein kahin preet hui hai
Dushmaan hui yeh duniya
Male:
Daara nahi zulmon se ishq bhi par
Talvaron pe rkah diya sar
Zanjirein bhi toote yeh duniya bhi haari
Female:
Wafaa ka hum bhi thame par cham
Jeeyenge jab tak yaara tum hum
Mil bant lenge khushi ho ya gham
Male:
Bol sajni mori sajni
Female:
Dhang jahaan ka kitna badala
Rang mohobat ka na badala
Jalan wafaa ka hai bas waisa
Sadiyon se hi thabon jaisa
Pyaar ka deewanapan hai wohi
Oh sajna kehde pyaar ke bol zara tu bhi
Male:
Sajni re sajni re
Ek tu hi jahaan mein hai anmol
Aa ja re meri bahon mein tu dol
Bol sajni mori sajni
Tell A Friend
Más canciones de Kavita Seth
-
Iktara - Lofi Flip
Iktara (Lofi Flip)
-
Hare Rama Hare Krishna
Hare Rama Hare Krishna - Single
-
Allah
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Iktara - Lofi Flip
Best Indian Lofi (All Time Hits: Vol. 1)
-
Prem Mein Tohre - Reprise
Begum Jaan (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Uden Jab Jab Zulfen Teri
Uden Jab Jab Zulfen Teri - Single
-
Rangi Saari
Rangi Saari
-
Zakhm Purana
Zakhm Purana
-
Tidke Ghade
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Mehfil barkhaast hui
A Suitable Boy (Original Television Soundtrack)
-
Main Tainu Phir Milangi
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Raat Kudi Di
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Tu Nahi Aaya
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Ve Sai
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Waaris Shah
Main Kavita Hoon - Amrita Pritam
-
Jeete Hain Chal
Neerja
-
Piya Piya
Best Of Kavita Sheth
-
Murabba
Bombay Talkies
-
Ek Din
Best Of Kavita Sheth
-
Tere Khayal Ki Khushboo
Best Of Kavita Sheth