Raga - Marwa, Alap

de Bhimsen Joshi

phurrr

teri hasrat ho ya ibaadat ho
tujhko paana hai jo bhi soorat ho
har taraf sach mein sach ki chaahat ho
lafz na ho pyaar balki aadat ho

chala toh phurrr
ye udega phurrr
hatho se phurrr
ho jayega phurr
ye samaa phurrr
jahan pe roz teri hasrat ho
yahan wahan rahe ghul
ke jab tak ho teri chaahat ho

hawa mein phurrr
yeh aasman phurr
zameen bhi phurr
ho zamana phurr
sabhi hon phurrr
jahan pe roz teri hasrat ho
yahan wahan rahe ghul
ke jab tak ho teri chaahat ho

hawa mein phurr phurr phurr

bullet chharra udna
rasbarrra udna
bulburraa udna
koi tharra udna
marcharra udna
rasbarrra udna
surrr sur sur surrr
hua tur ja nurpur ja ja phurr

phurrr

gadbad gadbad karna koi
ubad khaabad karna koi
badbad badbad karna koi
baatein phoohad karna koi
na na hullad karna koi
gadbad gadbad karna koi
arey o beeba beeba
sau bacha hoja phurrr

teri hasrat ho ya ibaadat ho
tujhko paana hai jo bhi soorat ho
har taraf sach mein sach ki chaahat ho
lafz na ho pyaar balki aadat ho

hawa mein phurr phurr phurr
phurr phurr phurr
hawa mein phurr phurr phurr
phurr phurr phurr

phurrr phurr phurr phurr

Más canciones de Bhimsen Joshi