Tum Saath Ho Jab Apne - From "Kaalia"

de Asha Bhosle

Ho (tum sath ho jab apne duneeya ko dikha denge
ham maut ko jee lenge andaj sikha denge

mana kee andhero ke gehre hain bahut saye
par ghum hai yaha kisako aatee hai toh rat aaye
ham rat ke sine me ek shama jala denge
tum sath ho jab apne duneeya ko dikha denge
ham maut ko jee lenge andaj sikha denge

ham toh hai dilwale khanjar se nahee marte
ham julfo ke kaidee hai sulee se nahee darte
sulee ko bhee julfo kee janjir bana denge
tum sath ho jab apne duneeya ko dikha denge
ham maut ko jee lenge andaj sikha denge

aye ahle jahan tumko nafrat kee hai bimaree
bhadkaya karo shole phenka karo chingaree
ham pyar kee shabnam se har aag bujha denge
tum sath ho jab apne duneeya ko dikha denge
ham maut ko jee lenge andaj sikha denge

ha tum sath ho jab apne duneeya ko dikha denge
ham maut ko jee lenge andaj sikha denge

Más canciones de Asha Bhosle