Sohna Nahi Aaya Lofi
de Asha Bhosle
Mata jinko yad kare woh log nirale hote hai
mata jinka nam pukare kismatwale hote hai
chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai
chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain
ho unnchhe parvat pe rani ma ne darbar lagaya hai
chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain, jai mata dee
chalo bulawa aaya hain mata ne bulaya hain
sare jag me ek thikana sare gham ke maro kaa
ho, rasta dekh rahi hai mata apani aankh ke taro kaa
ho.., mast hawao kaa ek jhonka yeh sandesa laya hai
chalo bulawa aaya hain, mata ne bulaya hain
jai mata dee kehte jao
jai mata dee kehte jao aane janey walo ko
chalte jao tum mat dekho apne pao ke chhalo ko
ho, jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paya hai
chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai, jai mata dee
vaishno devi ke mandir me , log muraden pate hai
woh rote rote aate hain, hanste hanste jate hain
ho.., mai bhi mang ke dekhu, jisne jo manga woh paya hain
chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai, jai mata dee
mai bhi toh ek ma hu mata, ma hee ma ko pehchane
bete kaa dukh kya hota hai aur koyi yeh kya janey
ho, usaka khu mai dekhu kaise jisko dudh pilaya hain
ho chalo bulawa aaya hai mata ne bulaya hai
chalo bulawa aaya hai, mata ne bulaya hai
toh prem se bolo, jai mata dee
sare bolo, jai mata dee, jai mata dee, jai mata dee
vaishno rani, jai mata dee
ham pe kalyani, jai mata dee
ma bholi bhali, jai mata dee
ma shero wali, jai mata dee
jholi bhar deti, jai mata dee
samkat har leti, jai mata dee, jai mata dee
Más canciones de Asha Bhosle
-
Sarvamangala Mangalye
Chaitra Navratri - Devi Bhakti - Gujarati
-
Aaiye Meharban
Howrah Bridge (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Jawani Janeman
Namak Halaal (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Gun Guna Rahe Hai Bhanvare
Aradhana (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Bhalobeshe Dekei Dekho Na
Ananda Ashram (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Ek Main Aur Ek Tu
Khel Khel Mein (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Udi Baba
Vidhaata (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dil Cheez Kya Hai
Umrao Jaan (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dum Maro Dum, Pt. 1
Hare Rama Hare Krishna (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Jahan Mein Aesa Kaun Hai
Hum Dono (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Mujhe Rang De
Thakshak (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Chanda Mama Door Ke
Vachan (Original Motion Picture Soundtrack)
-
O Bhavre
Daud - Original Motion Picture Soundtrack
-
Kab Ke Bichhde Hue
Laawaris (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Rang De
Thakshak (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Raat Akeli Hai Bujh Gaye Die (From "Jewel Thief")
Singing Icon - Asha Bhosle
-
Reshmachya Reghani, Pt. 1
Maratha Tituka Melvava (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Hum Jab Simat Ke Aapki Bahon Men
Waqt (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Are Ja Re Hat Natkhat
Navrang (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dhundit Gau Mastit Raahu, Pt. 2
Bala Gaun Kashi Angaai (Original Motion Picture Soundtrack)