Saat Mare Aur Satrah Ghayal
de Asha Bhosle
--MALE--
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai - 2
Aur is dil mein kya rakha hai - 2
Tera hi dard chhupa rakha hai - 2
Cheerke dekhe dil mera to - 2
Tera hi naam likha rakha hai - 2
Pyaar ke afsaane sune the logon se
Pyaar kya hota hai, yeh tune samjhaaya
Mila dil tujhse to khwaab dekhe aise
Junoon jaane kaisa jawaan dil pe chhaaya
Dil mein aisa dard utha dil ho gaya deewaana
Dil ho gaya deewaana
Deewaanon ne is duniya mein - 2
Dard ka naam dava rakha hai - 2
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai - 2
Nigaahon mein meri yeh soorat hai teri
Zindagi yeh meri amaanat hai teri
Dhadakte seene mein mohabbat hai teri
Mohabbat yeh teri ibaadat hai meri
Tere siva kuch yaad nahin hai tu hi tu dil mein
Haan tu hi tu dil mein
Dil mein yaar ki pooja ki hai - 2
Pyaar ka naam khuda rakha hai - 2
Aur is dil mein kya rakha hai
Tera hi dard chhupa rakha hai - 2
--FEMALE--
Oh oh
Cheerke dekhe dil mera to
Tera hi naam likha rakha hai - 4
Más canciones de Asha Bhosle
-
Sarvamangala Mangalye
Chaitra Navratri - Devi Bhakti - Gujarati
-
Aaiye Meharban
Howrah Bridge (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Jawani Janeman
Namak Halaal (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Gun Guna Rahe Hai Bhanvare
Aradhana (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Bhalobeshe Dekei Dekho Na
Ananda Ashram (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Ek Main Aur Ek Tu
Khel Khel Mein (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Udi Baba
Vidhaata (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dil Cheez Kya Hai
Umrao Jaan (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dum Maro Dum, Pt. 1
Hare Rama Hare Krishna (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Jahan Mein Aesa Kaun Hai
Hum Dono (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Mujhe Rang De
Thakshak (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Chanda Mama Door Ke
Vachan (Original Motion Picture Soundtrack)
-
O Bhavre
Daud - Original Motion Picture Soundtrack
-
Kab Ke Bichhde Hue
Laawaris (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Rang De
Thakshak (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Raat Akeli Hai Bujh Gaye Die (From "Jewel Thief")
Singing Icon - Asha Bhosle
-
Reshmachya Reghani, Pt. 1
Maratha Tituka Melvava (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Hum Jab Simat Ke Aapki Bahon Men
Waqt (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Are Ja Re Hat Natkhat
Navrang (Original Motion Picture Soundtrack)
-
Dhundit Gau Mastit Raahu, Pt. 2
Bala Gaun Kashi Angaai (Original Motion Picture Soundtrack)