O Manchali Kahan Chali (From "Manchali")

de Asha Bhosle

Chali kaunse desh gujariya too saj dhaj ke
jaun piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
chali kaunse desh gujariya too saj dhaj ke

chhalke mat pita kee ankhiya, roWe tere bachapan kee sakhiya
bhaiya kare pukar ho, bhaiya kare pukar naa jaa ghar Aangan taj ke
jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
chali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke

dur desh mere pee kee najariya, woh unki mai unki sanwariya
bandhi lagan kee dor ho
bandhi lagan kee dor mainne sab soch samajhake
jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
chali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke

do din jag me dhum machaye, jake koyee wapas naa aaye
khoj khoj thak jaye ho
khoj khoj thak jaye do naina chand suraj ke
jau piya ke desh o rasiya mai saj dhaj ke
chali kaunase desh gujariya too saj dhaj ke

Más canciones de Asha Bhosle