Lava Har Chouthari Lan

de Asha Bhosle

Kahee kahee se har chehra , tum jaisa lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai
oh ho oh oh oh ho

aisa bhee ek rang hai mm mm mm oh oh
aisa bhee ek rang hai, jo karta hai bate bhee
jo bhee isko pehn le, woh apna sa lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai
kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai

aur toh sab kuchh thik hai lekin
kabhee kabhee yunhee chalta phirta shaher
achanak, achanak tanha lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai
kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai

abhi yun milte hain humse phul chamelee
jaise inse apna koyee , rishta lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai
kahee kahee se har chehra, tum jaisa lagta hai
tumko bhul naa payenge ham, aisa lagta hai
oh ho aah aah aah oh ho

Más canciones de Asha Bhosle