Ke Je Amar Ghum Bhangiye Gelo

de Asha Bhosle

Mat chhed yar ghum kee bate, inn bato me dam nahee

kaise ham jee rahe hain, aise ham jee rahe hain
jaise koyee zeher hai hansake ham pee rahe hain
sote huye yeh din gujare, jagate pite rate kayee

pine key bad aatee hain yad, bhulee huyee bate kayee
ho pine key bad aatee hain yad, bhulee huyee bate kayee

jadu se chal rahe hain, arman nikal rahe hain
shole lapak rahe hain, jinme jee jal rahe hain
palko key niche inn aankho key pichhe, chhupee hain barsate kayee

pine key bad aatee hain yad, bhulee huyee bate kayee

bhulee huyee bate kayee

Más canciones de Asha Bhosle