Aaja Aaja Main Hoon Pyar Tera (From "Teesri Manzil")

de Asha Bhosle

Ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
bahaaron Ka Samaa Hai
humara Dil Jawaan Hai
ye Paris Zamaana Jale To Jale

ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
bahaaron Ka Samaa Hai
humara Dil Jawaan Hai
ye Paris Zamaana Jale To Jale

ashiq Hoon Main Jaanejigar

mujhpe Apne Husn Ki Bijli Na Gira
aa Chehre Pe Daal Doon Zulfon Ki Ghata
khwaabon Ki Hoor Hai Tu
kyon Mujhse Door Hai Tu
hey Khushbu Ki Raahon Mein
aa Meri Baahon Mein
main Seene Se Laga Loon Khayaalon Mein Basa Loon
ye Paris Zamaana Jale To Jale
mere Saamne Mehboob Hai Mausam Jawaan Kya Khoob Hai
vopaka Afsaana Likenge Jaanejaana
ye Paris Zamaana Jale To Jale

haan Haan Jaanejigar

ab Na Hoga Kam Kabhi Ulfat Ka Nasha
karti Hai Paagal Mujhe Teri Har Ada
itna Hi Kehna Hai
palkhon Mein Rehna Hai
ek Lamha Ek Bhi Din
jeena Kya Tere Bin
ye Meri Zindagani Hai Teri Hi Kahaani
ye Paris Zamaana Jale To Jale
kuchh Tum Kaho Kuchh Main Kahoon
aisi Hi Kyon Doori Sahoon
nigaahon Mein Basaoon Main Teri Ban Jaoon
ye Paris Zamaana Jale To Jale

ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
ashiq Hoon Main Jaanejigar
mujhe Dekhle Bas Ek Nazar
bahaaron Ka Samaa Hai
humara Dil Jawaan Hai
ye Paris Zamaana Jale To Jale
jale To Jale
ye Paris Zamaana Jale To Jale

Más canciones de Asha Bhosle