Sindhu Bhairavi - Live

de Ali Akbar Khan

aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
dhadkane betahasha tadapane lagin
dhadkane betahasha tadapane lagin
teer aisa laga dard aisa jagaa
Teer aisa laga dard aisa jagaa
chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa

mere rashke qamar...
mere rashke qamar tune pehli bazar
jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi Josh mein meri aagosh mein
aake tu jo samaaai mazaa aa gaya

mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aagaya
jab nazar se milaai maza aagaya

ret hi ret thi mere dil mein bhari
ret hi ret thi mere dil mein bhari
pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri

aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
aaj sehraao mein ishq ke gaaon mein
baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya

mere rashke qamar...

mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aa gaya

ranjha ho gaye, hum fana ho gaye
aise tu muskuraai mazaa aa gaya

mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aa gaya

ranjha ho gaye, hum fana ho gaye
aise tu muskuraai mazaa aa gaya

mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aa gaya
jab nazar se milaai maza aa gaya)

barq si gir gayi kaam hi kar gayi
barq si gir gayi kaam hi kar gayi
aag aisi lagaai mazaa aa gaya

Más canciones de Ali Akbar Khan